Bhajan: Jyot Se Jyot Jagate Chalo (ज्योत से ज्योत जगाते चलो - भजन)


Jyot Se Jyot Jagate Chalo,
Jyot Se Jyot Jagate Chalo
Prem Ki Ganga Bahate Chalo,
Prem Ki Ganga Bahate Chalo
Raah Mein Aaye Jo Deen Dukhi,
Raah Mein Aaye Jo Deen Dukhi
Sabko Gale Se Lagate Chalo,
Prem Ki Ganga Bahate Chalo
Jiska Na Koi Sangi Sathi,
Ishwar Hai Rakh Wala
Jo Nirdhan Hai Jo Nirbal Hai,
Wo Hai Prabhu Kaa Pyara
Pyar Ke Moti.. Ti... Ti...
Pyar Ke Moti Lutate Chalo.
Prem Ki Ganga Bahate Chalo
Prem Ki Ganga Bahate Chalo

Aasha Tuti Mamata Ruthi,
Chhut Gaya Hai Kinara
Band Karo Mat Dvar Daya Ka,
De Do Kuch to Sahara
Deep Daya Ka... Ka... Ka...
Deep Daya Ka Jalate Chalo,
Prem Ki Ganga Bahate Chalo
Prem Ki Ganga Bahate Chalo

Chhaya Hai Charo Aur Adhera,
Bhatak Gayi Hai Dishaye
Manav Ban Baitha Hai Danav,
Kis Ko Vyatha Sunaye
Dharti Ko... Ko... Ko...
Dharti Ko Svarg Banate Chalo,
Prem Ki Ganga Bahate Chalo
Prem Ki Ganga Bahate Chalo

Jyot Se Jyot Jagate Chalo,
Jyot Se Jyot Jagate Chalo
Prem Ki Ganga Bahate Chalo,
Prem Ki Ganga Bahate Chalo
Raah Mein Aaye Jo Deen Dukhi,
Raah Mein Aaye Jo Deen Dukhi
Sabko Gale Se Lagate Chalo,
Prem Ki Ganga Bahate Chalo
ज्योत से ज्योत जगाते चलो - भजन - हिन्दी में पढ़ें
ज्योत से ज्योत जगाते चलो, प्रेम की गंगा बहाते चलो, राह में आये जो दीन दुखी, सब को गले से लगते चलो...
Bhajan Arya Samaj BhajanVed BhajanVedic BhajanHawan BhajanYagya BhajanMotivational BhajanMorning BhajanDainik BhajanDaily BhajanPrarthana BhajanVandana BhajanJain BhajanJainism BhajanSchool BhajanInspirational BhajanShanti Dham BhajanGayatri BhajanGayatri Paiwar BhajanAWGP Pragya BhajanDeepak BhajanDeep Bhajan

Other Popular Bhajan: Jyot Se Jyot Jagate Chalo Video

By Pujya Rajan Ji

By Divya Chaturvedi Ji

If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Tune Mujhe Bulaya Sherawaliye Bhajan

Sanchi Jyoto Vali Mata, Teri Jay Jay Kar । Tune Mujhe Bulaya Shera Waliye, Main Aya Main Aya Shera Waliye

Bhor Bhai Din Chad Gaya Meri Ambey

Bhor Bhai Din Chadh Gaya Meri Ambey, Ho Rahi Jai Jai Kar Mandir Vich Aarti Jai Maa ।

Chalo Bulawa Aaya Hai Mata Ne Bulaya Hai

Popular and famous bhajan used on the auspicious occasion of Navdurga, Durga Puja, Navratri, Navratr

Maa Vedon Ne Jo Teri Mahima Kahi Hai

Maan Vedon Ne Jo Teri Mahima Kahi Hai, Maan Vedon Ne Jo Teri Mahima Kahi Hai, Sahi Hai Sahi Hai Sahi Hai Sahi, Tu Karunamayi Aur Mamtamayi Hai, Sahi Hai Sahi Hai Sahi Hai Sahi ॥

Nis Din Teri Pawan Jyot Jagaaon

Nishdin Teri Paavan, Jyot Jagaoon Main, Mujhko Na Bisraana,, Hey Jagdambe Maan ॥