Mere Raghav Ji Utrenge Paar, Ganga Maiya Dheere Baho (मेरे राघव जी उतरेंगे पार, गंगा मैया धीरे बहो - भजन)


Mere Raghav Ji Utrenge Paar,
Ganga Maiya Dheere Baho,
Maiya Dheere Baho,
Maiya Dheere Baho,
Mere Raghav Ji Utrenge Paar,
Ganga Maiya Dheere Baho ॥
Gahari Nadiyan Nav Purani,
Chale Puravaiya Na Gati Thaharani,
Mere Priyatam Bade Sukumar,
Ganga Maiya Dheere Baho,
Mere Raghav Ji Utrenge Paar,
Ganga Maiya Dheere Baho ॥

Ram Siya Aur Lakhan Viraje,
Sheesh Jata Tan Munipat Saje,
Aaj Shobha Bani Hai Apar,
Ganga Maiya Dheere Baho,
Mere Raghav Ji Utrenge Paar,
Ganga Maiya Dheere Baho ॥

Pulak Sharir Neer Ankhiyan Mein,
Anand Magan Hot Darshan Mein,
Bhavsagar Se Mohe Utar,
Ganga Maiya Dheere Baho,
Mere Raghav Ji Utrenge Paar,
Ganga Maiya Dheere Baho ॥

Mere Raghav Ji Utrenge Paar,
Ganga Maiya Dheere Baho,
Maiya Dheere Baho,
Maiya Dheere Baho,
Mere Raghav Ji Utrenge Paar,
Ganga Maiya Dheere Baho ॥
मेरे राघव जी उतरेंगे पार, गंगा मैया धीरे बहो - भजन - हिन्दी में पढ़ें
मेरे राघव जी उतरेंगे पार, गंगा मैया धीरे बहो , मैया धीरे बहो ॥
Bhajan Shri Vishnu BhajanShri Ram BhajanShri Raghuvar BhajanRam Navami BhajanGanga Maiya BhajanRam Sita BhajanSiya Ram Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Guru Bina Ghor Andhera Re Santo

Guru Bin Ghor Andhera Santo, Guru Bin Ghor Andhera Ji । Bina Deepak Mandriyo Suno...

Sab Main Koi Na Koi Dosh Raha

Sab Mein Koi Na Koi Dosh Raha । Ek Vidhata Bas Nirdosh Raha ॥ Ved Shaastr Ka Mahapandit Gyani

Magan Ishwar Ki Bhakti Me Are Mann Kiyon Nahin Hota

Magan Ishwar Ki Bhakti Mein, Are Mann Kyon Nahin Hota । Pada Aalasy Mein Murkh

Bajrang Baan

Jai Hanumanta Santa Hitakaari । Suna Liijay Prabhu Araja hamari ॥ Jana kay kaaja vilambana keejay ।..

Achyutam Keshavam Krishna Damodaram

Achyutam Keshavam Lyrics in Hindi And English - Achyutam Keshavam Krishna Damodaram. Kaun Kehte Hai Bhagwan Aate Nahi..