Ram Ka Sumiran Kiya Karo Prabhu Ke Sahare Jiya Kro (राम का सुमिरन किया करो - भजन)


Raam Ka Sumiran Kiya Karo,
Prabhu Ke Sahare Jiya Karo
Jo Duniya Ka Malik Hai,
Naam Usi Ka Liya Karo

Raam Ka Sumiran Kiya Karo,
Prabhu Ke Sahare Jiya Karo
Jo Duniya Ka Malik Hai,
Naam Usi Ka Liya Karo

Sur Durlabh Manav Tan Tune,
Bade Bhagya Se Paya Hai

Vishayon Mein Phansakar Ke Bande,
Heera Janam Gavaya Hai

Dusht Sang Na Kiya Karo,
Sajjanon Se Gun Liya Karo

Jo Duniya Ka Malik Hai,
Naam Usi Ka Liya Karo

Raam Ka Sumiran Kiya Karo,
Prabhu Ke Sahare Jiya Karo
Jo Duniya Ka Malik Hai,
Naam Usi Ka Liya Karo

Raam Ka Sumiran Kiya Karo,
Prabhu Ke Sahare Jiya Karo

Jo Duniya Ka Malik Hai,
Naam Usee Ka Liya Karo
राम का सुमिरन किया करो - भजन - हिन्दी में पढ़ें
राम का सुमिरन किया करो, प्रभु के सहारे जिया करो, जो दुनिया का मालिक है, नाम उसी का लिया करो..
Bhajan Shri Ram BhajanShri Raghuvar BhajanRam Navmi BhajanSundarkand BhajanRamayan Path BhajanVijayadashami BhajanMata Sita BhajanRam Sita Vivah BhajanShri Vishnu BhajanShri Krishna BhajanAcharya Mridul Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Tune Mujhe Bulaya Sherawaliye Bhajan

Sanchi Jyoto Vali Mata, Teri Jay Jay Kar । Tune Mujhe Bulaya Shera Waliye, Main Aya Main Aya Shera Waliye

Phoolon Se Angana Sajaungi

Phoolon Se Angna Sajaungi, Jab Maiya Mere Ghar Aaengi । Chandan Chauki Bichhau

Bhawani Maiya Sharda Bhajo Re

Bhawani Maiya Sharda Bhajo Re, Sharda Bhajo Re, Bhar Jehe Sakal Bhandar Re, Bhawani Maiya Ho ॥

Suno Karuna Bhari Ye Pukar

Suno Karuna Bhari Ye Pukar, Dwar Tere Hum Aaye, Tore Angna Lagi Hai Kataar, Dwar Tere Hain Aaye ॥

Mere Ghar Maiya Aai Hai

Mere Ghar Maiya Aai Hai , Soi Takadir Jagai Hai Soi Takadir Jagai Hai, Mere Ghar Maiya Aai Hai , Maiya Ne Bigdi Banai Hai॥