Shri Ram Bhajan

Bhagwa Rang Chadha Hai Aisa Aur Rang Na Bhayega (भगवा रंग चढ़ा है ऐसा, और रंग ना भाएगा - भजन)


Bhagwa Rang Chadha Hai Aisa Aur Rang Na Bhayega
Bhagwa Rang Chadha Hai Aisa,
Aur Rang Na Bhayega,
Jay Shree Ram Ke Naam Ka Nara,
Ghar Ghar Se Ab Ayega,
Ayodha Ki Nagri Mein Ab,
Kesariya Lehrayega,
Kesariya Kesariya Mharo,
kesariya kesariya ॥
Matra Bhumi Ke Kaan Kaan Par Ab,
Ram Naam Likha Jayega,
Bharat Maata Harsh Rahi Hai,
Shree Ram Ghar Ayega,
Ayodha Ki Nagri Mein Ab,
Kesariya Lehrayega,
Kesariya Kesariya Mharo,
kesariya kesariya ॥

Hanumat Ko Rang Aisa Chadha Hai,
Ram Naam Gun Gayega Shree,
Ram Ki Janm Bhumi Par,
Swarn Mandir Ban Jayega,
Ayodha Ki Nagri Mein Ab,
Kesariya Lehrayega,
Kesariya Kesariya Mharo,
kesariya kesariya ॥

Dasmohan Shree Ram Ki,
Mala Japte Hi Reh jayega,
Vijay Raav Aur Sunita Ko,
Bhagawa Rang Chadh Jayega,
Ayodha Ki Nagri Mein Ab,
Kesariya Lehrayega,
Kesariya Kesariya Mharo,
kesariya kesariya ॥

Bhagwa Rang Chadha Hai Aisa,
Aur Rang Na Bhayega,
Jay Shree Ram Ke Naam Ka Nara,
Ghar Ghar Se Ab Ayega,
Ayodha Ki Nagri Mein Ab,
Kesariya Lehrayega,
Kesariya Kesariya Mharo,
kesariya kesariya ॥

भगवा रंग चढ़ा है ऐसा, और रंग ना भाएगा - भजन हिन्दी में पढ़ें

भगवा रंग चढ़ा है ऐसा, और रंग ना भाएगा, जय श्री राम के नाम का नारा, घर घर से अब आएगा, अयोध्या की नगरी में अब, केसरिया लहराएगा, केसरिया केसरिया म्हारो, केसरिया केसरिया ॥
Read Also

Bhajan Shri Ram BhajanShri Raghuvar BhajanRam Navmi BhajanSita Navmi BhajanHanuman Janmotsav BhajanPrem Bhushan Ji Bhajan

If you love this bhajan please like, share or comment!

Whatsapp ChannelFollow Bhakti Bharat Whatsapp Channel »
Bookmark / Save this bhajan for future Add To Favorites
* Please share any of your suggestions or ideas with us.

** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Meri Tulsi Ke Gamle Pe Pm Likha Hai

Meri Tulsi Ke Gamle Pe Om Likha Hai, Om Likha Hai Hariom Likha Hai।

Ghuma De Morchadi

Hira Motya Jadi Jadi, Sankat Kate Khadi Khadi, Mere Sar Pe Baba Shyam, Ghuma De Morchadi

Mere Shyam Dhani Ki Morchadi

Mere Shyam Dhani Ki Morachhadi, Pal Bhar Mein Jadu Kar Jaegi, Gar Phir Gai Tere Sar Pe To,
Gar Phir Gai Tere Sar Pe To, Har Bigadi Baat Sawar Jaegi, Mere Shyam Dhani Ki Morachhadi, Pal Bhar Mein Jadu Kar Jaegi ॥

Sanwali Surat Pe Mohan Dil Diwana Ho Gaya

Saanwali Surat Pe Mohan, Dil Deewana Ho Gaya

Shyam Puspanjali Shri Khatu Shyamji Vinati

Hath Jod Vinti Karu, Sunio Chit Lagaye, Das Aa Gayo Sharan Me, Rakhio Mahari Laaj, Dhanya Dudharo..

Hum Ladale Khatu Wale Ke Hame Baba Laad Ladata Hai

Hum Laadle Khatu Wale Ke, Humen Baba Laad Ladata Hai, Hote Hai Hum Maayus Kabhi, Ye Morchhadi Laharata Hai, Hum Laadle Khatu Wale Ke, Humen Baba Laad Ladata Hai ॥

Duniya Ye Chalawa Hai Kahin Tum Bhi Na Chal Jana

Duniya Ye Chalawa Hai, Kahi Tum Bhi Na Chhal Jana, Badle Duniya Lekin, Tum Bhi Na Badal Jana ॥

Shiv Chalisa - Shiv Chalisa
Ram Bhajan - Ram Bhajan
Bhakti Bharat APP