Shri Krishna Bhajan
Make Bhakti Bharat Your Preferred Source on Google

Kab Sudhi Loge Mere Ram (कब सुधि लोगे मेरे राम: भजन)


Kab Sudhi Loge Mere Ram
Kab Sudhi Loge Mere Ram,
Main To Nain Bichae Teri Rah Mein,
Kab Sudhi Loge Mere Ram ॥
Nit Uth Bhor Ko,
Dagar Buharun,
Main To Raah Niharun,
Virah Ke Din Main,
Ro Ro Gujaarun Main To,
Tujhako Pukarun,
Loge Khabar Kab Ram,
Main To Nain Bichae Teri Rah Mein,
Kab Sudhi Loge Mere Ram ॥

Thak Nain Bhi,
Maan Ko Niraasha Ab,
Hone Lagi Hai,
Der Karo Na Prabhu,
Dheeraj Bhi Ab,
Khone Lagi Hai,
Ab Ek Din Bhi Laage Saal,
Main To Nain Bichae Teri Rah Mein,
Kab Sudhi Loge Mere Ram ॥

Kab Sudhi Loge Mere Ram,
Main To Nain Bichae Teri Rah Mein,
Kab Sudhi Loge Mere Ram ॥

कब सुधि लोगे मेरे राम: भजन हिन्दी में पढ़ें

कब सुधि लोगे मेरे राम, मैं तो नैन बिछाई तेरी राह में, कब सुध लोगे मेरे राम ॥
Read Also

Bhajan Shri Ram BhajanShri Raghuvar BhajanRam Navmi BhajanSita Navmi BhajanHanuman Janmotsav BhajanRam Bhajan BhajanMaryada Purushottam Shri Ram Bhajan

If you love this bhajan please like, share or comment!

Whatsapp ChannelFollow Bhakti Bharat Whatsapp Channel »
Bookmark / Save this bhajan for future Add To Favorites
* Please share any of your suggestions or ideas with us.

** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Maine Tere Hi Bharose Hanuman

A bhajan from the movie Hanuman Ansh based on Baba Neeb Karori, Maine Tere Hi Bharose Hanuman, Sagar Main Naiya Daal Dae ॥

Bhajan: Hey Dukh Bhanjan Maruti Nandan

Hey Dukh Bhanjan, Maruti Nandan। Sun Lo Meri Pukar Pawansut Vinti Baarambaar॥ Asht Siddhi Naw Nidhi Ke Data...

Teri Preet Me Mohanan Man Bawra Hai

Teri Preet Mein Mohan, Man Bawara Hai, Lagi Lagan Tu Hi, Mera Sanwara Hai ॥

Lachaki Lachaki Awat Mohan

Lachaki Lachaki Awat Mohan, Aave Man Bhaave

Lagi Lagi Hai Lagan Mahne Shyam Naam Ki

Laagi Laagi Hai Lagan, Mhaane Shyam Naam Ki, Bhaagi Bhaagi Mhaare Hivde Ne, Yaari Shyam Ki, Mhaare Naina Ke Jharokhen Mein Hai, Soorat Shyam Ki ॥

Radha Madhav Ki Mand Mand Muskan

Radha Madhav Ki Mand Mand Muskan, Madhur Madhur Madhurila Chabi Pe, Jag Sara Kurban,
Radha Madhav Ki Mand Muskan ॥

Bihari Braj Mein Ghar Mera Basa Doge To Kya Hoga

Bihari Braj Mein Ghar Mera Basa Doge To Kya Hoga, Basa Doge To Kya Hoga,Basa Doge To Kya Hoga, Krpa Karake Jo Vrndavan Bula Loge To Kya Hoga, Bihari Braj Mein Ghar Mera Basa Doge To Kya Hoga ॥

Janmashtami - Janmashtami
Shri Krishna Bhajan - Shri Krishna Bhajan
Bhakti Bharat APP