Shri Krishna Bhajan

Kaisi Yeh Der Lagayi Durge (कैसी यह देर लगाई दुर्गे...)


Kaisi Yeh Der Lagayi Durge
Kaisi Yeh Der Lagayi Durge, Hai Maat Meri Hai Maat Meri ।
Bhav Sagar Mein Ghira Pada Hoon, Kaam Aadi Grh Mein Ghira Pada Hoon ।
Moh Aadi Jaal Mein Jakda Pada Hoon, Hai Maat Meri He Maat Meri ॥

Na Mujh Mein Bal Hai, Na Mujh Mein Vidya, Na Mujh Ne Bhakti Na Mujh Mein Shakti ।
Sharan Tumhari Gira Pada Hoon, He Maat Meri He Maat Meri ॥

Na Koi Mera Kutumbh Sathi, Na Hi Mera Sharir Sathi ।
Aap Hi Ubharo Pakad Ke Bahen, Hai Maat Meri He Maat Meri ॥

Charan Kamal Ki Nauka Bana Kar, Main Paar Hoonga Khushi Mana Kar ।
Yam Duton Ko Maar Bhaga Kar, Hai Maat Meri He Maat Meri ॥

Sada Hi Tere Gunon Ko Gaoon, Sada Hi Tere Saroop Ko Dhayaoon ।
Nit Prati Tere Gunon Ko Gaoon, Hai Maat Meri He Maat Meri ॥

Na Main Kisi Ka Na Koi Mera, Chhaya Hai Charo Taraph Andhera ।
Pakad Ke Jyoti Dikha Do Rasta, Hai Maat Meri He Maat Meri ॥

Sharan Pade Hain Ham Tumhari, Karo Yah Naiya Paar Hamari ।
Kaisi Yah Deri Lagayi Hai Durge, Hai Maat Meri He Maat Meri ॥

कैसी यह देर लगाई दुर्गे... हिन्दी में पढ़ें

कैसी यह देर लगाई दुर्गे, हे मात मेरी हे मात मेरी।...
Read Also

Bhajan Maa Durga BhajanMata Bhajan

If you love this bhajan please like, share or comment!

Whatsapp ChannelFollow Bhakti Bharat Whatsapp Channel »
Bookmark / Save this bhajan for future Add To Favorites
* Please share any of your suggestions or ideas with us.

** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Mat Kar Tu Abhiman Re Bande

Mat Kar Too Abhiman Re Bande, Jhoothi Teri Shan Re । Mat Kar Too Abhiman ॥ Tere Jaise Lakhon Aaye..

Sawariyo Khiche Dora

Hariyalo Mahinon, Nanche Yo Man Mor, Milne Khatir Dekho, Sanwariyo Khinche Dor...

Shyam Chanda Hai Shyama Chakori

Shyam Chanda Hai Shyama Chakori, Badi Sundar Hai Dono Ki Jodi ॥ Shyam Rasiya Hai Shyama Rasili,

Kishori Kuch Aisa Intazam Ho Jaye

Kishori Kuch Aisa Intezaam Ho Jaye । Juba Pe Radha Radha, Radha Naam Ho Jaye | Jab Girte Hue Mainne Tere Naam Liya Hai

Aaj Hai Jagrata Mai Ka Maa Ko Mana Lena

Aaj Hai Jagrata Mai Ka, Maan Ko Mana Lena, Are Ai Bhaiya Ji, Jara Taali Baja Lena, Hath Utha Ke Jor Laga, Jaikare Laga Lena, Are Ai Bahana Ji, Jara Taali Baja Lena ॥

Bhajan: Dhara Par Andhera Bahut Chha Raha Hai

Dhara Par Andhera Bahut Chha Raha Hai । Diye Se Diye Ko Jalana Padega ॥ Ghana Ho Gaya Ab Gharon Mein Andhera । Badha Ja Raha Mandiron Mein Andhera ॥

Baba Balaknath Ji Jeeve Mera Jogi Sona

Mere Jogi Varaga Koi Na, Mere Jogi Varaga Koi Na, Mere Jogi Varaga Koi Na, Mere Jogi Varaga Koi Na ।

Om Jai Jagdish Hare Aarti - Om Jai Jagdish Hare Aarti
Ram Bhajan - Ram Bhajan
Bhakti Bharat APP