Haanuman Bhajan
Make Bhakti Bharat Your Preferred Source on Google

Apni Sharan Mein Rakh Lo Maa (अपनी शरण में रखलो मां - भजन)


Apni Sharan Mein Rakh Lo Maa
Chhod Ke Saare Jag Ko Aaye,
Teri Sharan Mein Maan,
Apni Sharan Mein Rakhlo Maan,
Apni Sharan Mein Rakhlo Maan,
Meri Maan Meri Maan,
Bholi Maan Meri Maan ॥
Sherowali Maiya Tere,
Bhawan Ki Shobha Nyaari,
Beech Gupha Mein Baithi Maiya,
Lagti Pyaari Pyaari,
Ganga Ki Dhara Bahati Hai,
Tere Charan Mein Maan,
Apni Sharan Mein Rakhlo Maan,
Apni Sharan Mein Rakhlo Maan,
Meri Maan Meri Maan,
Bholi Maan Meri Maan ॥

Koi Chadhave Sua Chola,
Koi Chadhave Chunri,
Sone Ka Koi Chhatar Chadhave,
Koi Chadhave Mundri,
Na Chhota Na Bada Hai,
Koi Teri Nazar Mein Maan,
Apni Sharan Mein Rakhlo Maan,
Apni Sharan Mein Rakhlo Maan,
Meri Maan Meri Maan,
Bholi Maan Meri Maan ॥

Sherowali Maiya Meri,
Sab Pe Karuna Karti,
Jo Bhi Aaye Mansa Lekar,
Mansa Poori Karti,
‘Chandra’ Ko Bhi Apne Charnon Ka,
Daas Bana Lo Maan,
Apni Sharan Mein Rakhlo Maan,
Apni Sharan Mein Rakhlo Maan,
Meri Maan Meri Maan,
Bholi Maan Meri Maan ॥

Chhod Ke Saare Jag Ko Aaye,
Teri Sharan Mein Maan,
Apni Sharan Mein Rakhlo Maan,
Apni Sharan Mein Rakhlo Maan,
Meri Maan Meri Maan,
Bholi Maan Meri Maan ॥

दुर्गा चालीसा | आरती: जय अम्बे गौरी, मैया जय श्यामा गौरी | आरती: अम्बे तू है जगदम्बे काली | महिषासुरमर्दिनि स्तोत्रम् | माता के भजन

अपनी शरण में रखलो मां - भजन हिन्दी में पढ़ें

छोड़ के सारे जग को आये, तेरी शरण में माँ, अपनी शरण में रखलो माँ, अपनी शरण में रखलो मां, मेरी माँ मेरी माँ, भोली माँ मेरी माँ ॥
Read Also

Bhajan Mata Rani BhajanNavratri BhajanMaa Sherawali BhajanDurga Puja BhajanJagran BhajanMata Ki Chauki BhajanGupt Navratri BhajanMaa Durga BhajanMata BhajanAshtami BhajanMahalaya BhajanAmbe BhajanMaa Jagdambe BhajanMata Ki Bhajan Bhajan

If you love this bhajan please like, share or comment!

Whatsapp ChannelFollow Bhakti Bharat Whatsapp Channel »
Bookmark / Save this bhajan for future Add To Favorites
* Please share any of your suggestions or ideas with us.

** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Suno Suno Hanuman Ji Ek Jaruri Kaam Ji

Suno Suno Hanuman Ji, Ek Jaruri Kaam Ji, Ram Prabhu Se Karava Dyo, Bhagata Ki Pahachan Ji, Ram Prabhu Se Karava Dyo, Bhagata Ki Pahachan Ji ॥

Ram Dulare Hai Anjani Ke Pyare Hai

Ram Dulare Hai, Anjani Ke Pyare Hai, Bhakto Ke Bigade Kaam, Paal Mein Saware Hai, Jay Ho Tumhari Hanuman, Maa Anjani Ke Laala ॥

Sunlo Baba Bajrangi Main Kaise Tujhe Rijhaun

Sunlo Baba Bajrangi, Main Kese Tujhe Rijhaun, Charanon Mein Mujhe Bitha Lo, Main Tumse Itna Chahun,
Ram Siyaram Siyaram Siyaram, Ram Siyaram Siyaram Siyaram ॥

Prarthana Hai Yahi Meri Hanuman Ji

Prathana Hai Yahi Meri Hanuman Ji, Mere Sar Par Bhi Ab Haath Thar Dijiye, Ram Sita Ka Darshan Karake Mujhe, Mere Sapne Ko Sakar Kar Dijiye, Prathana Hai Yahi Meri Hanuman Ji, Mere Sar Par Bhi Ab Haath Dhar Dijiye ॥

Chunari Sitaro Wali Ye Kamaal Kar Gayi

Chunari Sitaron Wali Ye, Kamaal Kar Gayi, Bhakton Ko Maan Ki Chunari Ye, Nihaal Kar Gayi ॥

Ram Ji Ko Dil Mein Basa kar To Dekho

Ram Jo Ko Dil Mein Basa Kar To Dekho, Ek Baar Ayodhya Dham Aakar To Dekho, Jai Sitara Jai Jai Sitaram, Jai Sitara Jai Jai Sitaram, Ram Jo Ko Dil Mein Basa Kar To Dekho, Ek Baar Ayodhya Dham Aakar To Dekho ॥

Mhara Salasar Ka Bala O Ji Anjani Maa Ka Lala

Mhara Saalaasar Ka Bala, O Ji Anjani Maa Ka Laala, Mane Ghano Hi Pyaaro, Laage Thaaro Dhaam Ji,
Thare Muratiya Maan Bhai, Aankhya Tarase Darshan Tai, Main To Ratata Aava, Baba Thaaro Naam Ji ॥

Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Bhakti Bharat APP