Haanuman Bhajan
Make Bhakti Bharat Your Preferred Source on Google

Jagdambe Bhawani Maa Tum Kuldevi Meri (जगदम्बे भवानी माँ, तुम कुलदेवी मेरी: भजन)


Jagdambe Bhawani Maa Tum Kuldevi Meri
Jagdambe Bhawani Maan,
Tum Kuldevi Meri,
Main Tumhen Manaun Maan,
Karo Bhool Maaf Meri ॥
Janmon Janmon Se Maan,
Tera Mera Bandhan,
Jo Kuchh Bhi Paas Mere,
Karoon Tum Ko Main Arpan,
Kar Jod Karoon Vinti,
Mainne Sada Tu Hi Teri,
Main Tumhen Manaun Maan,
Karo Bhool Maaf Meri ॥

Anjaan Zamaane Mein,
Tujh Bin Hai Kon Mera,
Kar Daya Ki Drshti Maan,
Main Chahoon Pyar Tera,
Karuna May Kalyani,
Na Karna Ab Deri,
Main Tumhen Manaun Maan,
Karo Bhool Maaf Meri ॥

Meri Chahat Chhoti Si,
Tera Darshan Main Paoon,
Ek Nazar Mahar Ki Ho,
Na Jyada Kuchh Chaahoon,
Tum Hath Rakho Sar Pe,
Rahe Dur Sada Beri,
Main Tumhen Manaun Maan,
Karo Bhool Maaf Meri ॥

Mere is Jeevan Ki,
Dori Tere Hathon Mein,
Surendr Sinh Ke Maan Tum,
Aati Raho Khwabon Mein,
Tum Sada Bason Man Mein,
Raho Rasna Pe Thahari,
Main Tumhen Manaun Maan,
Karo Bhool Maaf Meri ॥

Jagdambe Bhawani Maan,
Tum Kuldevi Meri,
Main Tumhen Manaun Maan,
Karo Bhool Maaf Meri ॥

दुर्गा चालीसा | आरती: जय अम्बे गौरी, मैया जय श्यामा गौरी | आरती: अम्बे तू है जगदम्बे काली | महिषासुरमर्दिनि स्तोत्रम् | माता के भजन

जगदम्बे भवानी माँ, तुम कुलदेवी मेरी: भजन हिन्दी में पढ़ें

जगदम्बे भवानी माँ, तुम कुलदेवी मेरी, मैं तुम्हें मनाऊं माँ, करो भूल माफ़ मेरी ॥
Read Also

Bhajan Mata Rani BhajanNavratri BhajanMaa Sherawali BhajanDurga Puja BhajanJagran BhajanMata Ki Chauki BhajanGupt Navratri BhajanMaa Durga BhajanMata BhajanAshtami BhajanMahalaya BhajanAmbe BhajanMaa Jagdambe BhajanMata Ki Bhajan Bhajan

If you love this bhajan please like, share or comment!

Whatsapp ChannelFollow Bhakti Bharat Whatsapp Channel »
Bookmark / Save this bhajan for future Add To Favorites
* Please share any of your suggestions or ideas with us.

** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

mera bhola shankar

Om Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev, Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev...

Shiv Stuti: Ashutosh Shashank Shekhar

Ashutosh Shashank Shekhar, Chandra Mauli Chidambara, Koti Koti Pranam Shambhu

Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev

Om Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev, Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev...

Dhan Dhan Bholenath Bant Diye Teen Lok

Dhan Dhan Bholenath Bant Diye, Teen Lok Ik Pal Bhar Mein । Aise Deendayal Mere Data, Bhare Khajana Pal Bhar Mein

Mere Bhole Baba Arzi Suno Main Tumhe Manane Aayi Hun

Mere Bhole Baba Arzi Suno, Main Tumhe Manane Aayi Hun, Meri Bigadi Bana Dege Baba,
Mein Tumhai Manane Aayi Hun, Mere Bhole Baba Arzi Suno ॥

Jay Ho Baba Vishwanath

Jay Ho Baba Biswanath, Jay Ho Bhola Shankar, Sadashiv Ashutosh, Sadashiv Ashutosh,
Dina Tu Digambar, Jay Ho Baba Biswanath, Jay Ho Bholashankar ॥

More Ujjain Ke Raja Karo Kirpa

More Ujjain Ke Raja Karo Kirpa, More Raja Maharaj Karo Kirpa ॥

Sawan 2026 - Sawan 2026
Sawan 2026 - Sawan 2026
Bhakti Bharat APP