Shri Krishna Bhajan

Jai Jai Shri Mahakal (जय जय श्री महाकाल - भजन)


Jai Jai Shri Mahakal
Nagendraharaya Trilochanaya,
Bhasmangaragaya Mahesvaraya
Nityaya Suddhaya Digambaraya,
Tasmai Na Karaya Namah Shivaya ॥
Bharat Madhaye
Swayambhu Jyotirling Yajamahe
Hey Parbrahm Parmeshwar
Shiv Shambhu Dayamahe

Shipra Ke Tat Pe Avantika Ujjaini Nagari
Mahadeva Ke Manan Mein
Hai Magan Sagari

Maa Har Sidhhi Peeth Ka
Likha Viraje Shiv Shiv Jaape
Aath Pehar 64 Ghadiyan
Chakh Shish Niwate

Yaksh Daksh Kare Bhasm Aarti
Shringaar Darshan
Rishi-Muni Dhyaani
Har Har Har Kare Bhasm Lepan
Baaje Jhaanjh Manjhira
Damaru Mridang

Jai Shri Mahakal
Jai Jai Shri Mahakal
Jai Shri Mahakal
Jai Jai Shri Mahakal

Jai Shri Mahakal
Jai Jai Shri Mahakal
Jai Shri Mahakal
Jai Jai Shri Mahakal

Jai Shri Mahakal
Jai Jai Shri Mahakal
Jai Shri Mahakal
Jai Jai Shri Mahakal

Kaal Ke Gaal Mein Samaata Vishv Sara
Lakh Chorasi Mein Bharmata Jagata Prasaara
Shiva Shekhar Nataraj Gangadhar Ujjaini Ke Raja
Neelkanth Hai Chandra Moli Bramahnad Ke Maharaja

Vish Dharak Hai Jag Taarak Ra
Teeno Lok Sambhaal
Kaal Bhi Jiske Vashibhut Hai
Shiv Shambhu Mahakal


Jai Shri Mahakal
Jai Jai Shri Mahakal
Jai Shri Mahakal
Jai Jai Shri Mahakal

Jai Shri Mahakal
Jai Jai Shri Mahakal
Jai Shri Mahakal
Jai Jai Shri Mahakal

Jai Shri Mahakal
Jai Jai Shri Mahakal
Jai Shri Mahakal
Jai Jai Shri Mahakal

Kaal Bherav Ke Samaksh Detty Bhi
Shama Yachna Karte
Mahadev Ke Rodra Roop Se
Danav Akal Mrtyu Marte

Vish Dharak Hai Jag Taarak Ra
Teeno Lok Sambhaal
Kaal Bhi Jiske Vashibhut Hai
Shiv Shambhu Mahakal

Jai Shri Mahakal
Jai Jai Shri Mahakal
Jai Shri Mahakal
Jai Jai Shri Mahakal

Jai Shri Mahakal
Jai Jai Shri Mahakal
Jai Shri Mahakal
Jai Jai Shri Mahakal

Jai Shri Mahakal
Jai Jai Shri Mahakal
Jai Shri Mahakal
Jai Jai Shri Mahakal

जय जय श्री महाकाल - भजन हिन्दी में पढ़ें

जय श्री महाकाल, जय जय श्री महाकाल, भारत मध्य स्वयंभू ज्योतिर्लिंग यजामहे हे परब्रह्म परमेश्वर शिव शंभू दयामहे..
Read Also

Bhajan Shiv BhajanBholenath BhajanShivaratri BhajanMahadev BhajanShivaratri BhajanSavan BhajanMonday BhajanSomvar BhajanSolah Somvar BhajanTerash BhajanTriyodashi BhajanSawan Somvar BhajanShiv Terash BhajanJyotirling BhajanKanwar BhajanKanwar Yatra BhajanKanwariya BhajanKailash Kher BhajanSonu Nigam Bhajan

Other Popular Jai Jai Shri Mahakal Video

Jai Jai Shri Mahakal By Kailash Kher, Shankar Mahadevan, Sonu Nigam, Shaan, Arijit Singh

If you love this bhajan please like, share or comment!

Whatsapp ChannelFollow Bhakti Bharat Whatsapp Channel »
Bookmark / Save this bhajan for future Add To Favorites
* Please share any of your suggestions or ideas with us.

** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Mat Rove Aie Dholi Dholi Gay

Mat Rove Ai Dhauli Dhauli Gaay, Duniyaan Mein Ade Koi Na Sukhee, Main To Ekalee Khadee Baan Mein..

Govind Chale Charaavan Dhenu

Govind Chale Charaavan Dhenu । Grh Grh Ten Larika Sab Tere Shrngi Madhur Bajai Benu ॥

Ghada Vajjda Ghadoli Vajjdi

Ghada, Vajjada, Ghadolee Vajjdi॥ Kite, Dammaroo Vajjada... Sun Bhagata॥

Banto Banto Mithai Manao Khushi

Banto Banto Mithai Manao Khushi, Munh Mitha Karvao Avadh Vasiyo । Aaj Van Se Avadh Aa Rahe Hai Prabhu..

Jo Ram Ko Laye Hai Hum Unko Layenge

Jo Ram Ko Laye Hai, Ham Unako Laenge, Duniya Mein Phir Se Ham, Bhagava Laharaenge..

Ram Se Bada Ram Ka Naam Jo Sumire Bhav Paar Ho Jaye

Ram Se Bada Ram Ka Naam, Jo Sumire Bhav Paar Ho Jaye, Banenge Bigde Sab Kaam Re Prani, Udhar Ho Jaye, Ram Se Bada Ram Ka Naam, Jo Sumire Bhav Paar Ho Jaye ॥

Teri Jay Ho Gauri Lal

Pita Jinake Shiv Mahakal, Bighnao Ko Dete Tal, Puje Jag Tumko Pahale, Rutawa Devo Main Kamal, Hey Naman Tumhai Gananayak, Teri Jay Ho Gauri Lal ॥

Durga Chalisa - Durga Chalisa
Ram Bhajan - Ram Bhajan
Bhakti Bharat APP