Download Bhakti Bharat APP

Lo Aaya Dekho Falgun Mela (लो आया देखो, फागण का मेला - भजन)


Lo Aaya Dekho Falgun Mela
Sare Bhakton Ka Chala Khatu Rela,
Lo aya Dekho, Phagan Ka Mela ।
Sare Bhakton Ka Chala Khatu Rela,
Lo aya Dekho, Phagan Ka Mela ।
Ringas Se Leke Toran Dware,
Rang Birangi Dhvajaen Leharaen,
Baje Dhol Aur Shankh Nagade,
Lo aya Dekho, Phagan Ka Mela ।

Sare Bhakton Ka Chala Khatu Rela,
Lo aya Dekho, Phagan Ka Mela ।

Dware Tere Baba Bhakt Hain aye
Bhajan Sunaen Sang Shish Navaen
Gunje Khatu Nagari Mein Tere Jayakare
Lo aya Dekho, Phagan Ka Mela ।

Sare Bhakton Ka Chala Khatu Rela,
Lo aya Dekho, Phagan Ka Mela ।

Bhavon Se Sab Tujhako Rijhayen,
Phagan Mein Sab Man Ki Paen,
Chhayen Khushiyan Bhi Charon Dishaen,
Lo aya Dekho, Phagan Ka Mela ।

Sare Bhakton Ka Chala Khatu Rela,
Lo aya Dekho, Phagan Ka Mela ।

Phagan Mela Bhakton Ko Bhaye,
Tannu Mann Se Arzi Lagae,
Aye Rote-Rote Hansate Hi Jaen
Lo aya Dekho, Phagan Ka Mela ।

Sare Bhakton Ka Chala Khatu Rela,
Lo aya Dekho, Phagan Ka Mela ।

Sare Bhakton Ka Chala Khatu Rela,
Lo aya Dekho, Phagan Ka Mela ।

लो आया देखो, फागण का मेला - भजन हिन्दी में पढ़ें

सारे भक्तों का चला खाटू रेला, लो आया देखो, फागण का मेला । रींगस से लेके तोरण द्वारे..
Read Also

Bhajan Shri Krishna BhajanBrij BhajanBaal Krishna BhajanBhagwat BhajanJanmashtami BhajanShri Shayam BhajanFalgun Mela BhajanKhatu BhajanKhatu Shayam BhajanSmita Ganuwala Bhajan

If you love this bhajan please like, share or comment!

Whatsapp ChannelFollow Bhakti Bharat Whatsapp Channel »
Bookmark / Save this bhajan for future Add To Favorites
* Please share any of your suggestions or ideas with us.

** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Shiv Stuti: Ashutosh Shashank Shekhar

Ashutosh Shashank Shekhar, Chandra Mauli Chidambara, Koti Koti Pranam Shambhu

Om Mahakal Ke Kal Tum Ho Prabhu

Om Mahakal Ke Kaal Tum Ho Prabho, Gun Ke Aagaar Satyam Shivam Sundaram, Kar Mein Damroo Lase Chandrama Bhaal Par, Ho Nirakar Satyam Shivam Sundaram ॥

Jab Se Dekhi Surat Maine Mahakal Ki

Jab Se Dekhi Surat, Maine Mahakal Ki, Duniya badal Hi gayi, Duniya Badal Hi Gayi ॥

Bhole Teri Banjaran

Banjaran Main Banjaran, Bhole Teri Banjaran, Baijnath Main Gayi, Vishwanath Bhi Gayi..

Bhole Meri Naiya Ko Bhav Paar Laga Dena

Bhole Meri Naiya Ko Bhav Paar Laga Dena, Hai Aapke Hatho Mein Meri Bigdi Bana Dena ॥

Shiv Shambhu Sa Nirala Koi Devta Nahi Hai

Shiv Shambhu Sa Nirala, Koi Devta Nahi Hai, Jesa Bhi Hai Damru Bala, Koi Devta Nahi Hai ॥

Dekho Shiv Ki Barat Chali Hai

Dekho Shiv Ki Barat Chali Hai, Bhole Shiv Ki Barat Chali Hai, Saari Shrashti Mein Halchal Macha Di, Swarg Mein Mach Gai Khalbali Hai, Saari Shrashti Mein Halchal Macha Di ॥

Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Aditya Hridaya Stotra - Aditya Hridaya Stotra
Bhakti Bharat APP