Shri Krishna Bhajan
Make Bhakti Bharat Your Preferred Source on Google

Buti Le Aao Hanuman Pyare (बूटी ले आओ हनुमान प्यारे: भजन)


Buti Le Aao Hanuman Pyare
Buti Le AAo Hanuman Pyare,
Mere Laxam Ke Pran Bachana,
Dubati Tere Ram Ki Naiya,
Bala Tu Aake Par Lagana,
Buti Le AAo Hanuman Pyare,
Mere Laxam Ke Pran Bachana ॥
Tha Jo Bhaiya Bhaiya Mujhako Kahata,
Aaj Bhumi Pe Murchhit Pada Hai,
Aankhe Khole Na Kuchh Baat Bole,
Jane Kaisi Ye Jid Pe Ada Hai,
Tune Bhagavan Mujhako Hai Mana,
Bhakti Ka Pharj Bala Nibhana,
Buti Le AAo Hanuman Pyare,
Mere Laxam Ke Pran Bachana ॥

Maa Sumitra Ne MujhKo Kaha Tha,
Tum Tino Hi Saath Main Aana,
Ram Sewa Main Teri Laal Mera,
Sakusal Hi Mujhe Tu Lotana,
Maiya Ko Muhn Main Kese Dikhaun,
Mere Hanumat tu Mujhko Batana,
Buti Le AAo Hanuman Pyare,
Mere Laxam Ke Pran Bachana ॥

Der Ab Aur Lao Na Hanumat,
Lekar Sanjeevan Ab To Aa Jao,
Hone Wali Hai Bhor O Pyaare,
Prano Ka Sankat Aake Mitao,
Tum Ho Bhakti Ke Chandan O Bala,
Vada Apana Nahin Bhul Jana,
Buti Le AAo Hanuman Pyare,
Mere Laxam Ke Pran Bachana ॥

Buti Le AAo Hanuman Pyare,
Mere Laxam Ke Pran Bachana,
Dubati Tere Ram Ki Naiya,
Bala Tu Aake Par Lagana,
Buti Le AAo Hanuman Pyare,
Mere Laxam Ke Pran Bachana ॥

बूटी ले आओ हनुमान प्यारे: भजन हिन्दी में पढ़ें

बूटी ले आओ हनुमान प्यारे, मेरे लक्ष्मण के प्राण बचाना, डूबती तेरे राम की नैया, बाला तू आके पार लगाना, बुटी ले आओ हनुमान प्यारे, मेरे लक्ष्मण के प्राण बचाना ॥
Read Also

Bhajan Hanuman BhajanBalaji BhajanBajrangbali BhajanHanuman Janmotsav BhajanHanuman Jyanti BhajanMangalwar BhajanTuesday BhajanHanuman Path BhajanSundar Kand Path Bhajan

If you love this bhajan please like, share or comment!

Whatsapp ChannelFollow Bhakti Bharat Whatsapp Channel »
Bookmark / Save this bhajan for future Add To Favorites
* Please share any of your suggestions or ideas with us.

** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Bhajan: Hey Dukh Bhanjan Maruti Nandan

Hey Dukh Bhanjan, Maruti Nandan। Sun Lo Meri Pukar Pawansut Vinti Baarambaar॥ Asht Siddhi Naw Nidhi Ke Data...

Dunia Chale Na Shriram Ke Bina

Duniya Chale Na Shri Ram Ke Bina, Ram Ji Chale Na Hanuman Ke Bina ।

Jo Ram Ka Nahi Kisi Kaam Ki Nahi

Wo Namaste Dua Aur, Salam Ka Nahi, Jo Ram Ka Nahi, Kisi Kaam Ka Nahi ॥

Mhari Vinti Suno The Hanuman

Mhari Bhakti Suno The Hanuman, Dharun Mein Tharo Dhyan, Bega Sa Aao Balaaji, Bega Sa Aao Balaaji, Bhagtan Ki SunoJyo Balaaji ॥

Hey Ram Bhakt Hanuman Ji Mujhe Aisi Bhakti Do

Hey Ram Bhakta Hanuman Ji, Mujhe Asi Bhakti Do, Charanon Ko Sewa Kar Sakun, Prabhu Asi Shakti Do, Hey Ram Bhakta Hanuman Ji ॥

Balaji Tumhare Charno Mein Main Tumhe Rjhane Aaya Hun

Balaji Tumhare Charanon Main, Main Tumhai Rijhane Aaya Hun ॥

Ramchandra Keh Gaye Siya Se

Ramchandra Kah Gaye Siya Se, Hey Ramchandra Kah Gaye Siya Se, Aisa Kalyug Aayega, Hans Chugega Dana Dunka...

Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Bhakti Bharat APP