Shri Ram Bhajan

Dhak Baja Kashor Baja (धाक बाजा काशोर बाजा - श्रेया घोषाल)


Dhak Baja Kashor Baja
Darbar Tera Darbaron Mein,
Ek Khas Ehamiyat Rakhta Hai.
Usko Vaisa Mil Jata Hai,
Jo Jaisi Niyat Rakhta Hai.
Bada Pyara Saja Hai Tera Dwar Bhawani.
Bhakton Ki Lagi Hai Katar Bhawani.

Unche Parbat Bhawan Nirala.
Aa Ke Shish Nivave Sansar, Bhawani.
Pyara Saja Hai Dwar Bhawani.

Jagmag Jagmag Jyot Jage Hai.
Tere Charnon Mein Ganga Ki Dhar, Bhawani.
Tere Bhakton Ki Lagi Hai Katar, Bhawani.

Lal Chunariya Lal Lal Chuda.
Gale Lal Phoolon Ke Sohe Har, Bhawani.
Pyara Saja Hai Dwar, Bhawani.

Sawan Mahina Maiya Jhula Jhule.
Dekho Roop Kanjko Ka Dha\ar Bhawani.
Pyara Saja Hai Dwar Bhawani.

Pal Mein Bharati Jholi Khali.
Tere Khule Daya Ke Bhandar, Bhawani.
Tere Bhakton Kee Lagi Hai Katar, Bhawani.

Lakh Ko Hai Tera Sahara Maa.
Karde Apne Saral Ka Beda Par, Bhawani.
Pyara Saja Hai Dwar Bhawani.
भक्ति भारत लिरिक्स

दुर्गा चालीसा | आरती: जय अम्बे गौरी, मैया जय श्यामा गौरी | आरती: अम्बे तू है जगदम्बे काली | महिषासुरमर्दिनि स्तोत्रम् | माता के भजन
Navratri 2025 Dates
Date Tithi Navratri Devi Name Color
22 September Partipada Ghatasthapana, Mata Shailputri Puja, Agrasen Jayanti White
23 September Dwitiya Mata Brahmacharini Puja Red
24 September Tritiya Mata Chandraghanta Puja, Sindoor Tritiya Royal Blue
25 September Tritiya - Yellow
26 September Chaturthi Mata Kushmanda Puja, Lalita Panchami Green
27 September Panchami Mata Skanda Mata Puja | Durga Puja (Bilva Nimantran) Grey
28 September Sashti Mata Katyayani Puja | Durga Puja (Kalparambha, Akal Bodhon) Orange
29 September Saptami Mata Kalaratri Puja, Saraswati Awahan | Durga Puja (Navpatrika Puja, Kalabou Puja) Peacock Green
30 September Ashtami Mata Maha Gauri Puja, Saraswati Puja | Durga Puja (Durga Ashtami, Kumari Puja, Sandhi Puja) Pink
1 October Navami Mata Siddhidatri Puja | Durga Puja (Maha Navami, Durga Balidan, Navami Homa) -
2 October Dashami Vijayadashami, Navratri Vrat Ends | Durga Puja (Durga Visarjan, Sindoor Utsav) -

धाक बाजा काशोर बाजा - श्रेया घोषाल हिन्दी में पढ़ें

बड़ा प्यारा सजा है तेरा द्वार भवानी। भक्तों की लगी है कतार भवानी...
Read Also

Bhajan Shreya Ghoshal BhajanMaa Durga BhajanMata BhajanNavratri BhajanMaa Sherawali BhajanDurga Puja BhajanMaa Durga BhajanJagran BhajanMata Ki Chauki BhajanBengali Song Bhajan

If you love this bhajan please like, share or comment!

Whatsapp ChannelFollow Bhakti Bharat Whatsapp Channel »
Bookmark / Save this bhajan for future Add To Favorites
* Please share any of your suggestions or ideas with us.

** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Meri Chhoti Si Hai Naav

Meri Chhoti Si Hai Naav, Tere Jaadu Bhare Panv, Mohe Dar Lage Ram, Main Kaise Bithaun Meri Nanv Mein..

Ram Ji Ki Sena Chali

Har Har Mahadev, Har Har Mahadev, Jai Bhavani, Jai Bhavani, Jai Bhavani, Jai Bhavani, Papiyo Ki Naash Ko, Dharma Ke Prakash Ki, Shree Ram Ji Ki Sena Chali, Ramji Ki Sena Chali ॥

Hai Matwala Mera Rakhwala

Hai Matwala Mera Rakhwala, Lal Langote Wala, Ye Salasar Wala, Ye Mehandipur Wala, Rom Rom Ram Basaye, Japat Ram Ki Mala, O Baba Mera Ye Salasar Wala...

Hey Sankat Mochan Karte Hai Vandan

Hey Sankat Mochan Karte Hai Vandan, Tumhare Bina Sankat Kaun Hare, Salasar Wale Tum Ho Rakhwale, Tumhare Bina Sankat Kaun Hare ॥

Japta Hai Shree Ram Ki Mala Ram Ke Kun Vo Gata Hai

Japata Hai Shree Ram Ki Mala, Ram Ke Gun Wo Gata Hai, Ram Ki Bhakti Ram Ki Pooja, Hanumat Ke Maan Bhata Hai ॥

Aao Balaji Aao Balaji

Aao Balaji, Aao Balaji, Darshan Ke Pyase Hai Naina, Darsh Dikhao Ji, Aao Balaji Aao Balaji ॥

Maa Anjani Ke Lala Mera Ek Kaam Kar De

Maa Anjani Ke Lala Mera, Ek Kaam Kar De, Subhaha Subhaha Ki Balaji, Meri Ram Ram Lele ॥

Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Bhakti Bharat APP