Shri Krishna Bhajan
Make Bhakti Bharat Your Preferred Source on Google

O Maiya Teri Rehmaton Ne ye Karishma Kiya (ओ मैया तेरी रहमतों ने, ये करिश्मा किया: भजन)


O Maiya Teri Rehmaton  Ne ye Karishma Kiya
O Maiya Teri Rehmaton Ne,
Ye Karishma Kiya,
Chhoti Pad Gayi Jholi,
Tune Itna Diya ॥
Apna Banaya,
Gale Se Lagaya,
De Di Humen Apni,
Mamta Ki Chhaya,
O Maiya Bujhane Diya Na,
Aas Wala Deeya,
Chhoti Pad Gayi Jholi,
Tune Itna Diya ॥

Pukara Tujhe Humne,
Jab Jis Ghadi Hai,
Maan Apne Bhawanon Se,
Tu Chal Padi Hai,
Humen Ladkhadane Se,
Pahale Sambhala,
Sada Maan Dukho Ke,
Bhanwar Se Nikala,
Maan Tere Hath Mein,
Jab Mera Hath Hai,
Chhoo Le Mujhko Kahan,
Duhkh Ki Aukat Hai,
O Maiya Teri Daya Ka,
Humne Amrit Piya,
Chhoti Pad Gayi Jholi,
Tune Itna Diya ॥

Hath Tera Sada Maan,
Sar Pe Rahe,
Sar Humesha Maan Tere,
Dar Pe Rahe,
O Maiya Har Saans Humne,
Naam Tera Liya,
Chhoti Pad Gayi Jholi,
Tune Itna Diya ॥

O Maiya Teri Rehmaton Ne,
Ye Karishma Kiya,
Chhoti Pad Gayi Jholi,
Tune Itna Diya ॥

दुर्गा चालीसा | आरती: जय अम्बे गौरी, मैया जय श्यामा गौरी | आरती: अम्बे तू है जगदम्बे काली | महिषासुरमर्दिनि स्तोत्रम् | माता के भजन

ओ मैया तेरी रहमतों ने, ये करिश्मा किया: भजन हिन्दी में पढ़ें

ओ मैया तेरी रहमतों ने, ये करिश्मा किया, छोटी पड़ गई झोली, तूने इतना दिया ॥
Read Also

Bhajan Durga Puja BhajanJagran BhajanMata Ki Chauki BhajanGupt Navratri BhajanMaa Durga BhajanMata BhajanAshtami BhajanMata Rani BhajanNavratri BhajanMaa Sherawali BhajanMahalaya BhajanAmbe BhajanMaa Jagdambe BhajanMata Ki Bhajan Bhajan

If you love this bhajan please like, share or comment!

Whatsapp ChannelFollow Bhakti Bharat Whatsapp Channel »
Bookmark / Save this bhajan for future Add To Favorites
* Please share any of your suggestions or ideas with us.

** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Bandhu jispe Rakhi wo Kalai chahiye

Bandhu jispe Rakhi, wo Kalai chahiye, Bahana Kahane Wala, Ek Bhae Chahiye, Maa Puri Meri Ash kar, Khadi Mein Kab Se Tere Dar ॥

Aayi Gaye Raghunandan Sajwa Do Dwar Dwar

Aa Hi Gaye Raghunandan, Sajwado Dwar-Dwar,
Swarn Kalash Rakhvado, Bandhvadon Bandhan Vaar…

Mere Ghar Aao Laxmi Maa

Ghar Mein Aao Lakshmi Mata, Aao Padharo Shri Ganraja ॥ Deewali Ka Tyohaar Aaya..

O Lal Meri Pat Rakhiyo Bala Duma Dum Mast Kalandar

O Ho, Ho Ho Ho, Ho Lal Meri Pat Rakhiyo Bala Jhule Lalan, O Lal Meri Pat Rakhiyo Bala Jhule Lalan | Cheti Chand 2021: 14 April

Lakshmi Bhajan

.Most sent Bhajans, Mantras, Aarti and songs in Diwali Puja, Dhanteras Puja and Shri Kuber Puja.

Tune Mujhe Bulaya Sherawaliye Bhajan

Sanchi Jyoto Vali Mata, Teri Jay Jay Kar । Tune Mujhe Bulaya Shera Waliye, Main Aya Main Aya Shera Waliye

Shiv Stuti: Ashutosh Shashank Shekhar

Ashutosh Shashank Shekhar, Chandra Mauli Chidambara, Koti Koti Pranam Shambhu

Sawan 2026 - Sawan 2026
Sawan 2026 - Sawan 2026
Bhakti Bharat APP