Shri Krishna Bhajan
Make Bhakti Bharat Your Preferred Source on Google

Dadi Itni Kirpa Kariye (दादी इतनी किरपा करिये: भजन)


Dadi Itni Kirpa Kariye
Dadi Itni Kirpa Kariye,
Dar Te Aavta Rava,
Main to Thare Darbar Se Mangta Raha ॥
Thodo Thodo Devo Dado Baar Baar Aavega,
Daadi Tane Meetha Meetha Bhajan Sunva Ga,
Maahari Jholi Itni Bhariye Main Bhi Bhaant Ta Raha,
Main to Thare Darbar Se Maan Maang Ta Raha ॥

Ek Baar Mein Devo Daato Aan Ko Ni Paava Ga,
Moh Maya Ke Jaal Mein Maan Main Bhi Phas Jaava Ga,
Shubham Roopam Ne Bhi Haazari Lagaavta Raha,
Main to Thare Darbar Se Maan Maang Ta Raha ॥

दुर्गा चालीसा | आरती: जय अम्बे गौरी, मैया जय श्यामा गौरी | आरती: अम्बे तू है जगदम्बे काली | महिषासुरमर्दिनि स्तोत्रम् | माता के भजन

दादी इतनी किरपा करिये: भजन हिन्दी में पढ़ें

दादी इतनी किरपा करिये, दर ते आवता रवा, मैं तो थारे दरबार से मांगता रहा ॥
Read Also

Bhajan Maa Durga BhajanMata BhajanNavratri BhajanMaa Sherawali BhajanDurga Puja BhajanJagran BhajanMata Ki Chauki BhajanShukravar BhajanFriday BhajanAshtami BhajanGupt Navratri BhajanJeen Bhawani BhajanJeen Mata BhajanRajasthani BhajanKuldevi Bhajan

If you love this bhajan please like, share or comment!

Whatsapp ChannelFollow Bhakti Bharat Whatsapp Channel »
Bookmark / Save this bhajan for future Add To Favorites
* Please share any of your suggestions or ideas with us.

** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

O Maiya Pass Mere Rahna Door Jana Nahi

O Maiya Paas Mere Rahana, Door Jana Nahin, Sar Pe Tera Hath Ho, Dil Ke Arma Yahi, O Maiya Paas Mere Rahna, Door Jana Nahin ॥

Maiya Tumhare Charno Me

Milta Hai Sachcha Sukh Kewal, Maiya Tumhare Charnon Mein, Yah Vinti Hai Har Pal Maiya, Rahe Dhyan Tumhare Charnon Mein, Milta Hai Sachcha Sukh Kewal ॥

Jis Ghar Mein Maiya Ka Sumiran Hota

Jis Ghar Mein Maiya Ka, Sumiran Hota,Us Ghar Mein Har Pal, Anand Hota, Maan Ka Paawan Naam Bada, Man Bhaavan Hota, Jis Ghar Mein Maiya Ka, Sumiran Hota, Us Ghar Mein Har Pal, Anand Hota ॥

Meri Maiya Ne Odhi Laal Chunari

Meri Maiya Ne Odhi Laal Chunari, Hero Moti Jadi Gotedar Chunri, Hero Moti Jadi Gotedar Chunri, Kamal Chunri, Kamal Chunri ॥

Sherawali Ka Sacha Darbar Hai

Sherawali Ka Sacha Darbar Hai, Yahan Pe bharate bhakto ke bhandar Hai, Sachcha Darabar Hai, Bharate Bhandar Hai, Sherawali Ka Sacha Darbar Hai, Yahan Pe bharate bhakto ke bhandar Hai ॥

Le Le Maiya Ka Naam Jalpe Maiya Ka Naam

Na Ye Tera Na Ye Mera, Kaahe Kare Abhimaan, Tera Mera Karte Karte, Chut Jayenge Pran, Le Le Maiya Ka Naam, Japle Maiya Ka Naam, Bolo Ambe Jag Dambe, Bolo Ambe Jag Dambe ॥

Jagdati Pahado Wali Maa Meri Bigdi Banane Aa Jao

Jagdati Pahadon Wali Maan, Meri Bigdi Banane Aa Jao, Mera Aur Sahara Koi Na, Meri Laaj Bachane Aa Jao, Jagdati Pahado Wali Maan, Meri Bigdi Banane Aa Jao ॥

Om Jai Jagdish Hare Aarti - Om Jai Jagdish Hare Aarti
Ram Bhajan - Ram Bhajan
Bhakti Bharat APP