पितृ पक्ष - Pitru Paksha
Make Bhakti Bharat Your Preferred Source on Google

Ulajh Mat Dil Baharo Men (उलझ मत दिल बहारो में - भजन)


Ulajh Mat Dil Baharo Men
Ulajh Mat Dil Baharo Mein,
Baharo Ka Bharosa Kya,
Sahare Chhoot Jate Hain,
Saharon Ka Barosa Kya
Too Sambal Naam Ka Lekar,
Kinaron Se Kinara Kar
Kinare Toot Jate Hain,
Kinaro Ka Bharosa Kya

Ulajh Mat Dil Baharo Mein,
Baharo Ka Bharosa Kya,
Sahare Chhoot Jate Hain,
Saharon Ka Barosa Kya

Pathik Too Aklamandi Par,
Bicharo Par Na Itarana
Kahan Kab Man Bigad Jaye,
Bicharo Ka Bharosa Kya
BhaktiBharat Lyrics

Ulajh Mat Dil Baharo Mein,
Baharo Ka Bharosa Kya,
Sahare Chhoot Jate Hain,
Saharon Ka Barosa Kya

Ulajh Mat Dil Baharo Mein,
Baharo Ka Bharosa Kya,
Sahare Chhoot Jate Hain,
Saharon Ka Barosa Kya

उलझ मत दिल बहारो में - भजन हिन्दी में पढ़ें

उलझ मत दिल बहारो में, बहारो का भरोसा क्या, सहारे छूट जाते हैं, सहरों का बरोसा क्या, तू संबल नाम का लेकर...
Read Also

Bhajan Arya Samaj BhajanVed BhajanVedic BhajanHawan BhajanYagya BhajanMotivational BhajanMorning BhajanDainik BhajanDaily BhajanPrarthana BhajanVandana BhajanJain BhajanJainism BhajanSchool BhajanCollage BhajanGurukul BhajanInspirational BhajanShanti Dham BhajanPujya Rajan Bhajan

Other Popular Ulajh Mat Dil Baharo Men Video

Singer: Pujya Prembhushanji Maharaj

Singer: Dimmpi Bhoomi | Tabla: Ramdhyan Gupta

If you love this bhajan please like, share or comment!

Whatsapp ChannelFollow Bhakti Bharat Whatsapp Channel »
Bookmark / Save this bhajan for future Add To Favorites
* Please share any of your suggestions or ideas with us.

** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Choti Choti Gaiyan Chote Chote Gwal

Choti Choti Gaiya, Chote Chote Gwal । Choto so Mero Madan Gopal ।

Dadi Mein Thari Beti Hu

Dadi Main Thari Beti Hun, Rakhiyo Meri Laaj, Maiya Main Thari Laado Hun, Rakhiyo Meri Laaj, Dhan Daulat Deejo Mat Deejo, Dhan Daulat Deejo Mat Deejo, Deejo Amar Suhag, Dadi Mai Thari Beti Hun, Rakhiyo Meri Laaj ॥

Mhane Sherawali Maiya Rajrani Laage

Mhane Praana Su Bhi Pyari, Mata Raani Laage, Mata Raani Laage, Mhane Sherowali Maiya, Raaj Raani Laage ॥

Maa Sharda Bhawani Bethi Hai Dekho Kaise

Maan Sharda Bhavani, Baithi Hai Dekho Kaise, Maiya Saji Hai Aise, Dulhan Bani Ho Jaise, Maan Sharda Bhavani, Baithi Hai Dekho Kaise ॥

Maiya Ke Charno Me Jhukta Hai Sansar

Maiya Ke Charno Me, Jhukta Hai Sansar, Teeno Lok Main Hoti, Maa Teri Jay Jaykar ॥

Bajrang Baan

Jai Hanumanta Santa Hitakaari । Suna Liijay Prabhu Araja hamari ॥ Jana kay kaaja vilambana keejay ।..

Tune Mujhe Bulaya Sherawaliye Bhajan

Sanchi Jyoto Vali Mata, Teri Jay Jay Kar । Tune Mujhe Bulaya Shera Waliye, Main Aya Main Aya Shera Waliye

Navratri Specials 2026 - Navratri Specials 2026
Hanuman Chalisa - Hanuman Chalisa
Bhakti Bharat APP